mohabat ka asar ho ga,Gultfahmi main mat rahna..woh badla ga chalan apna ,gultfahmi main mat rahna..
tasali bhe usay dana,yeh mumkin ha main lout aon..magar yeh bhi usay kahna,gultfahmi main mat rahna..
tumhara tha,tumhara hoon,tumhara he rahoon ga main..mera bara main is darja gultfahmi main mat rahna..
mohabat ka bharam tota ha ab chup chup kay rota ho..tumhain main na kaha tha na gultfhmi main mat rahana..
bacha la ga tujha sahra ki tapti dhoop sa tamoor..kisi ki yaad ka saya ,gultfahmi main mat rahna ..