Usay kehna usay ham yad kertay hain
Diye jab sham ki dehliz pay jalnay atay hain
Sitaray jab jab asman pay timtimaty hain
Zamin pay chandani phonon pay parti hai
Hum us dam apni ankhon main usay abad kertay hain
usay kehna usay ham yad kertay hain....