us se milte name si soorat nikalon kis tarahashair main alhaam si soorat nikalon kis tarha
chand sa chehra na us k phool se naqash-0-nigarzehan se wo aam si soorat nikalon kis taraha
sochta rehta hoon din bhar is se milne k sababhijar mian aaram si soorat nikalon kis taraha
ab b us ki wapsi ka muntazir rehta hon mainhasrat-e-nakam si soorat nikalon kis taraha
tor kar is se talauq sab purane waastezindagi main kaam si soorat nikalon kis tarha
POET;-ABRAAR ASHAR