dair se soch mein hain parwane... raakh hojayein ya hawa hojayein...
ab ke gar tu mile to hum tujh se... aisay liptein ke quba hojayein...
bandagi hum ne chhor di faraz... kiya karein jab log khuda hojayein