Tumhain kiya milta hai humarey nazuk dil ko toor karTum ko kiya pata kitni saza milti hai dil dukhaney ki
Hir dukh aur hir ilzam hans kar jila hai hum ne apney parHum ney kab parwa ki hai is bey dard zamaney ki
Hum bi insan hain tum bi samjho hummarey dard koTum ne kuyn thaan rakhi hai hir bar humain azmaney ki
Is qadar jo thoot kar chaha hai tumhainKiya yeh saza dey rahi ho humain dil laganey ki
Tum ney kaha tha ka Jian gay aur murrain gay sathKiya sahbi bhool gai ho wadey aur qasmain sath nibhaney ki
Murney ka bad bi ankhain khuli theenn Saad kiIn ankhoon ko phir bhi aass thi tery aney ki...!