Members Login
Username 
 
Password 
    Remember Me  
Post Info TOPIC: shayri collection zahid arman
Anonymous

Date:
shayri collection zahid arman
Permalink   


Mein tumhein apna zerbar karon...Chand sadiyan phir intizar karon...Hai mujhe chaon ki abhi khahish...Aur as dil ko sayadaar karon...Muntashir hone waley chehron ko...Aabi rangon se dagdaar karon...Zehan wo kar gaya hai pecheda...Kis rawayat ka atebar karon...Katne hain abhi kai jangal...Bastiyan apni misle khar karon...Aur tufan aa ne wala hai...Rukh ko apne mein koey yaar karon...Khud parasti ka tum yaqeen kar lo...Mein jise chahon shehriyar karon...Baar aawar ho jab tumhari haar...Jeet ko us ghri mein haar karon...Jane kis shab wo chand nikle ga...Muntazir naina mahwaar karon.


 







mausam to khushgawar banati rahi hawa / lekin tamazaton se badan chikhte rahe


 






 jo khabhi tumhain milain fursatain meray dil say bojh utar do, main bohat dino say udas hon mujhay koi sham udhar do, mujhay apnay roop ki dhop do kay chamak sakain meray khalo khand ,mujhay apnay rang main rang do meray saray zang utar do, mery wehshaton ko barhadiya hay judaiyon kay azab nay ,meray dil pay hath rakho zara mery dharkano ko qarar do ,tumhain subha kaisi lago kaho meray khuahishon kay dayar ki jo bhali lagi to yahin raho isay chahaton say sanwar do wahan ghar main kon hay muntazir kay ho fikr dear sawer ki ,bari mukhtasir si ye rat hay isay chandni main guzar do


 


 


Tum Mujhe chode kar jaaoge to mar jaoonga..... yun karo jane se phele mujhe paagal kardo


 


ek dojy ke bena shaad thom ho na may; ab ethney sakht folad thom ho na may. koe angasht ba dandan ab nahi hota Yane; na Barahim ke oolad thom ho na may. Paa ba zanjery zandan hay abi jo ye zehn; abhi sahi tharha azad thom ho na may. ghamy jahan ghamey jana pe bar lagta hay; ab wo shereen o farhad thom ho na may. Guman zyan hay hurmat-e del o jan ka hum dam; ke ek halke shak ke baad thom ho na may. ye jado, hosn-o rang, chandni or hava; na hay baqi thery yad, thom ho, na may. thehleel he hona hay to hojaen holol; ab sang-o loh se abad thom ho na may. Jamal lufz ke maani pe her saaat sochon; ke es say momkena morad thom ho na may.


 


 



 



 


 


 



__________________
Page 1 of 1  sorted by
 
Quick Reply

Please log in to post quick replies.

Tweet this page Post to Digg Post to Del.icio.us


Create your own FREE Forum
Report Abuse
Powered by ActiveBoard