Hi i'm Mairaj Soomro From Shikarpur Sindh i have built this Site to submit Poetries and Quotations
i hope u will enjoy my Website
my contact number 0306-3605910
your Friend Mairaj Soomro
Kisi ko alwida kahana bohat takleef daita ha umeedain toot jati hain yaqeeni bay yaqeeni ka kahar kuch aisa charta ha dikhaiee kuch nahi daita sijhaiee kuch nahi daita dua kay lafz hontoon par musalsal kap kapatay hain kisi khawish kay andashay zahan main dore jatay hain guman kuch aisay hota ha kay jaisay mil na paian gay yih gahray zakham furkat kay kisi say sil na paian gay kabhi aisa bhi ho YARAB duaian mang laita ha tu koi maujza kar day tu aisa kay bhi sakta ha meray hantoon ki janib deakh tu in ko barh bhi sakta ha judaiee ki yih tikhaee dhar diloon ko khoon karti ha judaiee ki aziyat say mera dil ab bhi darta ha judaiee do gharee ki ho tu koi dil ko samjhaiea judaiee char pal ki ho tu koi dil ko bahlaiea judaiee umar bhar ki ho tu kia chara karay koi kay ab milnay ki hasrat main bhala kub tak jiea koi meray mola karam kar day tu aisa kay bhi sakta ha meray hatoon ki janib deakh tu un ko bhar bhi sakta ha.....