dil jo hai raah naik ka malikdunia k aosaaf ka malik
jitni bhalai wo karta haiaqda kushai wo karta hai
chahe baap ho,chahe maan hokesa hi aziz-e-jaan ho
koi nahi hai dil par faaiqdil se hai behbood khalaaiq
dil hi se hai shab ifaadahkon hai muhsin dil se ziaadah