suno aisa nahi karte,safar tanhaa nahi kartejinhe shaffaf rakhna ho use maila nahi karte
teri aankhin ijazat dain to hum kaya nahi kartebohat ujre hoye ghar par bohat socha nahi karte
safar jis ka muqadar ho use roka nahi kartejo mil k kho jaye use ruswa nahi karte
chalo tum raaz ho apna tumhe afshaa nahi karteyeh par kase hain kahin saaya nahi karte
kabhi hasne se darte ho kabhi roya nahi kartejo dhun ho kar guzarne ki to phir socha nahi karte
teri aankhon ko parhte hian tujhe dekha nahi kartesehar se poch lo muhsin k hum soya nahi kartejinhe shaffaf rakhna ho use maila nahi karte
teri aankhon ko parhte hian tujhe dekha nahi kartesehar se poch lo muhsin k hum soya nahi karte